Tumhare Rooth Jane Se Lyrics, Singer & Song Details

Rootha Na Karo 1970 album cover

Rootha Na Karo 1970 Album Details

Sunder Dar
C. Ramchandra
Hasrat Jaipuri
Shashi Kapoor, Nanda, Aruna Irani

album songs
Tumhare Rooth Jane Se
Singer : Asha Bhosle

Tumhare Rooth Jane Se Lyrics

Song Title = Tumhare Rooth Jane Se
Movie/album = Rootha Na Karo (1970)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Director = Sunder Dar

Mp3 Song Lyrics

((Tumhare rooth jane se to
Dil pe chain rehta hai
Jo tumne bewafai ki
Na jane haal kya hoga

Tumhare sath chalkar
Pyar ki manjil pe aaye hai
Tumhare hath thame
Pyar ke sahil pe aaye hai
Mohbbat ki fijao mein hamne
Tumko pooja hai
Tumhara naam lekar
Pyar ki manjil pe aaye hai
Tumhare rooth jane se to
Dil pe chain rehta hai
Jo tumne bewafai ki
Na jane haal kya hoga

Hame itna yakin hai
Tum hami se pyar karte ho
Agar ham aah barte hai
To tum bhi aahe barte ho
Tumhare do thikane hai
Jaha par tumko dekha hai
Tumhare do thikane hai
Jaha par tumko dekha hai
Kabhi aankho mein rehte ho
Kabhi dil se gujarte ho
Tumhare rooth jane se to
Dil pe chain rehta hai
Jo tumne bewfai ki
Na jane haal kya hoga..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumhare Rooth Jane Se

Tumhare Rooth Jane Se is a song from Rootha Na Karo 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: C. Ramchandra. Read the lyrics above and view the Rootha Na Karo 1970 album song list for more songs and album details.