Tumhare Roop Ka Suraj Lyrics, Singer & Song Details

Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 album cover

Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 Album Details

None
Rahul Dev Burman
M. G. Hashmat
None

album songs
Tumhare Roop Ka Suraj
Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar

Tumhare Roop Ka Suraj Lyrics

Song Title = Tumhare Roop Ka Suraj
Movie/Album = Tadap Aisi Bhi Hoti Hai (1988)
Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Rahul Dev Burman

Mp3 Song Lyrics

((Tumhare roop ka suraj
Chamkta hi rahe har dum
Tuhare pyaar mein yeh dil
Tadapta hi rahe har dum
Tumhare roop ka suraj
Chamkta hi rahe har dum
Tuhare pyaar mein yeh dil
Tadapta hi rahe har dum

Ada teri se behatar to
Dawa dil ki nahi koi
Mujhe achha nahi lagta
Yaha tere siva koi
Ada teri se behatar to
Dawa dil ki nahi koi
Mujhe achha nahi lagta
Yaha tere siva koi
Agar tu na mile to dil
Bhataka hi rahe har dum
Tuhare pyaar mein yeh dil
Tadapta hi rahe har dum

Teri surat se is dil mein
Sawal uthte hai chahat ke
Tere khwabo mein jaaga hun
Tere kadmo ki aahat se
Teri surat se is dil mein
Sawal uthte hai chahat ke
Tere khwabo mein jaaga hun
Tere kadmo ki aahat se
Magar jaane kaha hoga
Tumhare saath yeh sangm
Tuhare pyaar mein yeh dil
Tadapta hi rahe har dum

Kisi ka ho chuka ho jo
Kisi ka ho nahi sakta
Yeh sauda zindagi ka hai
Dobaraa ho nahi sakta
Kisi ka ho chuka ho jo
Kisi ka ho nahi sakta
Yeh sauda zindagi ka hai
Dobaraa ho nahi sakta
Nahi malum yeh tumko
Amanat hai kisi ki ham
Tuhare pyaar mein yeh dil
Tadapta hi rahe har dum
Tumhare roop ka suraj
Chamkta hi rahe har dum
Tuhare pyaar mein yeh dil
Tadapta hi rahe har dum....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhare Roop Ka Suraj

Tumhare Roop Ka Suraj is a song from Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988. It is sung by Asha Bhosle, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 album song list for more songs and album details.