Tumhare Bulane Ko Jee Chahta Lyrics, Singer & Song Details

Ladli 1949 album cover

Ladli 1949 Album Details

Jagatrai Pesumal Advani
Anil Krishna Biswas
Behzad Lucknavi
David Abraham, Anil Biswas

album songs
Tumhare Bulane Ko Jee Chahta
Singer : Lata Mangeshkar

Tumhare Bulane Ko Jee Chahta Lyrics

Song Title= Tumhare Bulane Ko Jee Chahta
Movie/album = Ladli (1949)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Behzad Lucknavi
Music Composer = Anil Krishna Biswas
Director = Jagatrai Pesumal Advani
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tumhare bulane ko
Jee chahata hai
Jee chahata hai
Muqaddar banane ko
Jee chahata hai
Jee chahata hai
Muqaddar banane ko

Jo tum aao to saath
Khushiyan bhi aae
Khushiyaan bhi aae
Jo tum aao to saath
Khushiyaan bhi aae
Khushiyaan bhi aae
Mera muskurane ko
Jee chahata hai
Jee chahata hai
Tumhaare bulane ko

Tumhaari mohabbat mein
Khoi hui hun, khoi hui hun
Tumhaari mohabbat mein
Khoi hui hun, khoi hui hun
Tumhe yah batane ko
Jee chahata hai
Jee chahata hai
Tumhare bulaane ko

Yah ji chahata hai ke
Tumhari bhi sun lun
Tumhaari bhi sun lun
Yah ji chahata hai ke
Tumhari bhi sun lun
Tumhari bhi sun lun
Rashme bhulane ko
Jee chahata hai
Jee chahata hai
Muqaddar banane ko
Jee chahata hai
Jee chahata hai
Tumhare bulaane ko.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhare Bulane Ko Jee Chahta

Tumhare Bulane Ko Jee Chahta is a song from Ladli 1949. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Behzad Lucknavi. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Ladli 1949 album song list for more songs and album details.