Tumhare Bin Hum Adhure Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Karke Dekho 1987 album cover

Pyaar Karke Dekho 1987 Album Details

D. Rajendra Babu
Bappi Lahiri
Indeevar
Mandakini, Govinda, Kader Khan, Aruna Irani, Nirupa Roy

album songs
Tumhare Bin Hum Adhure
Singer : Asha Bhosle, Vijay Benedict

Tumhare Bin Hum Adhure Lyrics

Song Title = Tumhare Bin Hum Adhoore
Movie/Album = Pyaar Karke Dekho (1987)
Singers = Asha Bhosle, Vijay Benedict
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = D. Rajendra Babu

Mp3 Song Lyrics

((Tumhare bin hum adhure
Hamare bin tum adhure
Milo aise ki pure ho jaye
Lipati ho pedo se bele chalo hum aise khele
Pyar ke sapno main chalo kho jaye
Pehli rat sone ki bato me na khone ki
Pehli rat sone ki bato me na khone ki
Haye tumhare bin hum adhure
Hamare bin tum adhure
Milo aise ki pure ho jaye

Ruthe arma hamare rahe
Dulhan banke kuware rahe
Arey ruthe arma hamare rahe
Dulhan banke kuware rahe
Na giri baliya na hansi chudiya
Abhi kajal bhi fela nahi o ho jao na
Pehli rat sone ki bato main na khone ki
Tumhare bin hum adhure
Hamare bin tum adhure
Milo aise ki pure ho jaye

Janu mujhse na tum bhagna
Sona sath mere jagna
Arey janu mujhse na tum bhagna
Sona sath mere jagna
Isme kya sharam hai pati ka dharam hai
Mujhe alingan me bhad lo ho besharam
Pehli rat sone ki bato main na khone ki
Tumhare bin hum adhure
Hamare bin tum adhure
Milo aise ki pure ho jaye
Lipati ho pedo se bele chalo hum aise khele
Pyar ke sapno me chalo kho jaye...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tumhare Bin Hum Adhure

Tumhare Bin Hum Adhure is a song from Pyaar Karke Dekho 1987. It is sung by Asha Bhosle, Vijay Benedict. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Pyaar Karke Dekho 1987 album song list for more songs and album details.