Tumhare Bin Guzare Hain Lyrics, Singer & Song Details

Atmaram 1979 album cover

Atmaram 1979 Album Details

Sohanlal Kanwar
Jaikishan , Shankar
Shankar-Jaikishan
Bharat Bhushan, Chandrashekhar, Mohan Choti

album songs
Tumhare Bin Guzare Hain
Singer : Vishveshwar Sharma

Tumhare Bin Guzare Hain Lyrics

Song Lyrics = Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din
Song Lyrics Movie or Album = Atmaram 1979
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Shankar-Jaikishan
Lyricist(s) = Vishveshwar Sharma


Song Lyrics

((tumhare bin gujare hain kayi din abb na gujrenge
jo dil me aa gayi hai, aaj ham woh kar hi gujrenge
kabar kya thi ke apne bhi sitare aise bigadenge
ke jo puja ke kabil hain, wohi yu rang badlenge

kayi din bad phir yeh saj singar paya hai
nahi malum tha ke aap yu inkar kar denge
tumhare bin gujre.....

tumhe kaise bataye kya hamare sath gujari hai
tumhara kwab tutega agar yah bat kah denge
tumhare bin gujre.....

tumhari ek na manenge karenge aaj man-mani
bahut tarasaya hai tumne, nahi abb aur tarsenge
tumhare bin gujre.....

sataya toh nahi karte kabhi kismat ke maro ko
kisi ki jan jayegi kisi ke araman nikalenge
tumhare bin gujre.....

manaya tumako kitni bar lekin tum nahi mane
to majbur ho kar ham shararat par bhi utarenge
tumhare bin gujre.....

hakikat kya hai yeh pehle bata dete to achchha tha
khud apne jal se ham na jane kaise niklenge
tumhare bin gujre.....))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tumhare Bin Guzare Hain

Tumhare Bin Guzare Hain is a song from Atmaram 1979. It is sung by Vishveshwar Sharma. Lyrics are credited to Shankar-Jaikishan. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Atmaram 1979 album song list for more songs and album details.