Tume Izhar E Haal Lyrics, Singer & Song Details

Mere Mehboob 1963 album cover

Mere Mehboob 1963 Album Details

Harnam Singh Rawail
Naushad
Shakeel Badayuni
Rajendra Kumar, Sadhana, Nimmi, Ashok Kumar, Pran, Johnny Walker, Ameeta

album songs
Tume Izhar E Haal
Singer : Mohammed Rafi

Tume Izhar E Haal Lyrics

Song Title = Tumse Izhaar e Haal
Movie/Album = Mere Mehboob (1963)
Singer = Mohammed Rafi
Lyrics = Shakeel Badayuni
Music By = Naushad

Mp3 Song Lyrics

((aaj furqat kaa khwaab
toot gayaa
mil gaye tum,
hijaab toot gayaa

tumse izhaar-e-haal kar baithe,
tumse izhaar-e-haal kar baithe,
bekhudi mein kamaal kar baithe
bekhudi mein kamaal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe

kho gaye husn ki bahaaron mein
kah diyaa raaz-e-dil ishaaron mein
kaam ham bemisaal kar baithe
kaam ham bemisaal kar baithe
bekhudi mein kamaal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe

kitne majboor ho gaye dil se haay
kitne majboor ho gaye dil se
soche samjhe baghair qaatil se
soche samjhe baghair qaatil se
zindagi kaa sawaal kar baithe
bekhudi mein kamaal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe

ye adaayen ye shokhiyaan taubaa
bas khudaa hi khudaa hai us dil kaa
jo tumhaaraa khayaal kar baithe
jo tumhaaraa khayaal kar baithe
bekhudi mein kamaal kar baithe
tumse izhaar-e-haal kar baithe
aaa aaa
tumse izhaar-e-haal kar baithe..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tume Izhar E Haal

Tume Izhar E Haal is a song from Mere Mehboob 1963. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad. Read the lyrics above and view the Mere Mehboob 1963 album song list for more songs and album details.