Tum Sharma Ke Dekho Lyrics, Singer & Song Details

Zakhmi Sipahi 1995 album cover

Zakhmi Sipahi 1995 Album Details

T L V Prasad
Rais Bhatia
Anwar Sagar
Mithun Chakraborty, Om Puri, Rituparna Sengupta, Puneet Issar

album songs
Tum Sharma Ke Dekho
Singer : Sadhana Sargam, Kumar Sanu

Tum Sharma Ke Dekho Lyrics

Song Title = Tum Sharma Ke Dekho
Movie/album = Zakhmi Sipahi 1995
Singers = Sadhana Sargam, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Director = Rais Bhatia

Mp3 Song Lyrics

((tum sharma ke dekhogi jise tum sharma ke dekhogi jise
us dil pe kyamat aayegi chup jaao hamari ankhon me
chup jao hamari ankhon me duniya ki najar lag jayegi
ho tum has ke dekhoge jise us dil pe kyamat aayegi
chup jaao hamari ankhon me chup jaao hamari ankhon me
duniya ki najar lag jayegi
tum sharma ke dekhogi jise tum sharma ke dekhogi jise
us dil pe kyamat aayegi

tera naam hai mohabbat tera naam hai jawani
tera naam hai mohabbat tera naam hai jawani
rang de hasi labo se tu meri jindgani
tera chehra kaval teri baate gajal shabnamo ki tarah hai badan
julfe agar khologi sanam julfe agar khologi sanam
sawan ki ghata cha jayegi
chup jaao hamari ankhon me chup jaao hamari ankhon me
duniya ki najar lag jayegi
tum has ke dekhoge jise us dil pe kyamat aayegi

pahli najar me tune pagal bana diya hai
pahli najar me tune pagal bana diya hai
dekha tu jis ada se ghayal bana diya hai
jab se dekha tujhe hosh udne lage chain khone laga hai sanam
mujhse agar tum ruthoge mujhse agar tum ruthoge
dil ki dhadkan ruk jayegi
chup jaao hamari ankhon me chup jaao hamari ankhon me
duniya ki najar lag jayegi
tum sharma ke dekhogi jise tum sharma ke dekhogi jise
us dil pe kyamat aayegi
tum has ke dekhoge jise us dil pe kyamat aayegi ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Sharma Ke Dekho

Tum Sharma Ke Dekho is a song from Zakhmi Sipahi 1995. It is sung by Sadhana Sargam, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Rais Bhatia. Read the lyrics above and view the Zakhmi Sipahi 1995 album song list for more songs and album details.