Tum Pass Ho Lyrics, Singer & Song Details

Fun 2005 album cover

Fun 2005 Album Details

Sunjay Zaveri
Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Sunil Jogi
Hina Tasleem, Rashil Bangia, Rajat Bedi

album songs
Tum Pass Ho
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Tum Pass Ho Lyrics

Song Lyrics Title = Tum Pass Ho
Song lyrics movie = Fun (2005)
Singers = Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sunil Jogi
Music Composer = Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Director = Sunjay Zaveri

Mp3 Song Lyrics

((tum paas ho magar
tum paas ho magar
aur paas aane ko dil chahta hai
dil chahta hai
ye pyas pyar ki hai
ye pyas pyar ki hai
ye pyas pyar ki hai
ye pyas bujhane ko dil chahta hai
dil chahta hai
tum paas ho magar
aur paas aane ko dil chahta hai
dil chahta hai

sine se tumhare hum lipat jaye
aati jati sanso me simat jaye
sine se tumhare hum lipat jaye
aati jati sanso me simat jaye
dil me bas hamari khwahish hai
har pal zindagi ke yuhi kat jaye
baho me tumko bhar ke
palke ye band karke
palke ye band karke
kuch khwab sajane ko
dil chahta hai
dil chahta hai
tum paas ho magar
aur paas aane ko dil chahta hai
dil chahta hai

barish ki nashili in hawao me
chahat gungunati hai ghatao me
barish ki nashili in hawao me
chahat gungunati hai ghatao me
bijli chamakti hai bunde girti hai
bhigi bhigi masti hai fizao me
is pyar ke is aalam me
bhige hue mausam me
bhige hue mausam me
sang bhig jane ko
dil chahta hai
dil chahta hai
tum paas ho magar
tum paas ho magar
aur paas aane ko dil chahta hai
dil chahta hai
ye pyas pyar ki hai
ye pyas pyar ki hai
ye pyas pyar ki hai
ye pyas bujhane ko dil chahta hai
dil chahta hai
dil chahta hai
dil chahta hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tum Pass Ho

Tum Pass Ho is a song from Fun 2005. It is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sunil Jogi. Music information: Darshan Rathod, Sanjeev Rathod. Read the lyrics above and view the Fun 2005 album song list for more songs and album details.