Tum Paas Ho Jab Mere Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Lamhe Judaai Ke 2004 album cover

Yeh Lamhe Judaai Ke 2004 Album Details

Birendra Nath Tiwari
Nikhil, Vinay
Yogesh Gaud
Raveena Tandon, Shahrukh Khan, Mohnish Behl, Navneet Nishan

album songs
Tum Paas Ho Jab Mere
Singer : Asha Bhosle, Kumar Sanu

Tum Paas Ho Jab Mere Lyrics

Song Title = Tum Paas Ho Jab Mere
Movie/album = Yeh Lamhe Judaai Ke (2004)
Singers = Asha Bhosle, Kumar Sanu
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Director = Nikhil, Vinay
Director = Birendra Nath Tiwari

Mp3 Song Lyrics

((Tum pas ho jab mere, mosam bhi nikhar jaye
Tum pas ho jab mere, mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye, takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere, mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye, takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere

Puchha jo kisi ne kon hu mai,
To chand ne aakar samjhaya
Ye bhi ek chand hai meri tarha,
Suraj ne hai jisko chmakaya
Suraj ne hai jisko chmakaya,
Tum suraj ho mere mai tera chand sanam
Mai pyar ka hu ek dil,
Tum dil ki ho dhadkan, tum pas ho jab mere

Aankho me tum hi tum chhaye kase kuch aur najar aaye
Soyi ho ya jagi ye aankhe tu hi aaye tu hi jaye
Tu hi aaye tu hi jaye,
Anjane rahi ko tune manjil dikhalayi
Phachan ho tum meri ho mere hum rahi
Tum pas ho jab mere

Aa pas to aa pas aake sun le jara
Har dhadkan bole naam tera
Ye naam hi ab puja meri, puju har pal ae jane wafa
Puju har pal ae jane wafa
Hai pyar agar sola to pyar hai shabanam bhi
Jo dard hai pyar agar to pyar hai marham bhi
Tum pas ho jab mere, mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye, takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere, mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye, takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Paas Ho Jab Mere

Tum Paas Ho Jab Mere is a song from Yeh Lamhe Judaai Ke 2004. It is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Yeh Lamhe Judaai Ke 2004 album song list for more songs and album details.