Tum Nahin Aaye Abhi Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Meri Tanhai 1980 album cover

Main Aur Meri Tanhai 1980 Album Details

Al Waheed
None
None
Pradeep Kumar, Deepti Naval, Sushma Seth

album songs
Tum Nahin Aaye Abhi
Singer : Jagjit Singh

Tum Nahin Aaye Abhi Lyrics

Song Title = Tum Nhi Aaye Abhi
Movie/Album = Main Aur Meri Tanhai (1980)
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

((Jab nahi aaye the tum, tab bhi to tum aaye the - 2

Aankh me noor ki aur dil me lahoo ki soorat,
Yaad ki tarah dhadakte hue dil ki soorat,

Tum nahi aaye abhi fir bhi to tum aaye ho,
Raat ke seene me mehtaab ki khanjar ki tarah,
Subah ke haath mein khursheed ke sagar ki tarah,

Tum nahi aaoge jab fir bhi to tum aaoge,
Zulf-dar-zulf bikhar jayega fir raat ka dum,
Shab-e-tanhayi me bhi lutf-e-mulakat ka rang,

Aao aane ki kare baat ke tum aaye ho - 2
Ab tum aaye ho main kaun si sheh nazar karu,
Ki mere pass siva mehr-o-wafa kuch bhi nahi,
Ek dil ek tamanna ke siva kuch bhi nahi - 2 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Nahin Aaye Abhi

Tum Nahin Aaye Abhi is a song from Main Aur Meri Tanhai 1980. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Main Aur Meri Tanhai 1980 album song list for more songs and album details.