Tum Mujhe Yun Bhula Female Lyrics, Singer & Song Details

Pagla Kahin Ka 1970 album cover

Pagla Kahin Ka 1970 Album Details

Shakti Samanta
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra

album songs
Tum Mujhe Yun Bhula Female
Singer : Lata Mangeshkar

Tum Mujhe Yun Bhula Female Lyrics

Song Title = Tum Mujhe Yun Bhula Female
Movie/Album = Pagla Kahin Ka (1970)
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Hasrat Jaipuri

Mp3 Song Lyrics

((jab kabhi bhi sunoge geet mere
sang sang tum bhi gungunaoge
tum mujhe
ha tum mujhe yu bhula na paoge
ha tum mujhe yu bhula na paoge
jab kabhi bhi sunoge geet mere
sang sang tum bhi gungunaoge
ha tum mujhe yu bhula na paoge
ha tum mujhe yu

biti baato ka kuch khyal karo
kuch to bolo kuch hamse baat karo
biti baato ka kuch khyal karo
kuch to bolo kuch hamse baat karo
raz e dil mai tumhe bata dungi
mai tumhari hu man jaoge
ha tum mujhe yu bhula na paoge
ha tum mujhe yu

meri khamosiyo ko samjho tum
jindagi yaad me gujari hai
meri khamosiyo ko samjho tum
jindagi yaad me gujari hai
mai miti hu tumhari chahat me
or kitna mujhe mitaoge
ha tum mujhe yu bhula na paoge
ha tum mujhe yu

dil hi dil me tumhi se pyar kiya
apne jiwan ko bhi nisar kiya
dil hi dil me tumhi se pyar kiya
apne jiwan ko bhi nisar kiya
kon tadpa tumhari raho me
jab ye sochoge jan jaoge
ha tum mujhe yu bhula na paoge
jab kabhi bhi sunoge geet mere
sang sang tum bhi gungunaoge
ha tum mujhe yu bhula na paoge
ha tum mujhe yu..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Mujhe Yun Bhula Female

Tum Mujhe Yun Bhula Female is a song from Pagla Kahin Ka 1970. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Pagla Kahin Ka 1970 album song list for more songs and album details.