Tum Mile Pyar Se Lyrics, Singer & Song Details

Apradh 1972 album cover

Apradh 1972 Album Details

Feroz Khan
Kalyanji Anandji
Indeevar
Feroz Khan, Mumtaz, Prem Chopra

album songs
Tum Mile Pyar Se
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tum Mile Pyar Se Lyrics

Song Lyrics Title = Tum mile pyar se
Song Lyrics Movie = Apradh 1972
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Feroz Khan
Music Label = Ultra


Mp3 Song Lyrics

((Tum mile pyar se
Mujhe jina gavara hua
Tum huye jo mere mera
Sab kuchh tumhara hua
Tum mile pyar se
Mujhe jina gavara hua
Tum huye jo mere mera
Sab kuchh tumhara hua

Jindagi jod di
Maine teri jindagi se
Jindagi jod di
Maine teri jindagi se
Hum chhupate rahe
Tha pyar humko tujhi se
Jivan savara tumne humara
O jivan savara
Duniya se pyara, tu hume

Tum mile pyar se
Mujhe jina gavara hua
Tum huye jo mere mera
Sab kuchh tumhara hua

Tere sathi hai hum
Har baat me sath denge
Tere sathi hai hum
Har baat me sath denge
Ye kinare hai kya
Toofan me sang sang chalenge
Ye jag sara tujhpe wara
Ye jag sara pyar se pyara
Tu hume, tum mile pyar se
Mujhe jina gavara hua
Tum huye jo mere mera
Sab kuchh tumhara hua..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tum Mile Pyar Se Video

About Tum Mile Pyar Se

Tum Mile Pyar Se is a song from Apradh 1972. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Kalyanji Anandji. Read the lyrics above and view the Apradh 1972 album song list for more songs and album details.