Tum Meri Jeevan Naiya Ho Lyrics, Singer & Song Details

Panghat 1943 album cover

Panghat 1943 Album Details

K J Parmar Mahesh Chander
S. N. Tripathi
Ramesh Gupta, Pandit Indra
Umakant, Ratan Mala, Jeevan, Sushil Kumar, Raaj Kumari, Shukal, Chiman Seth, Ala

album songs
Tum Meri Jeevan Naiya Ho
Singer : Rajkumari, S N Tripathi

Tum Meri Jeevan Naiya Ho Lyrics

Song Title = Tum Meri Jeevan Naiya Ho
Movie/Album = Panghat (1943)
Singer = Rajkumari,S N Tripathi
Lyricist = Ramesh Gupta, Pandit Indra
Music Director = S N Tripathi
Film Director = K J Parmar Mahesh Chander

Mp3 Song Lyrics

((tum meri jivan naiya ho, tum meri jivan naiya ho
is naiya ke tum hi khivaiya ho
is naiya ke tum hi khivaiya ho
tum meri jivan naiya ho, is naiya ke tum hi khivaiya ho
ham hai musafir tum ho naiya
ham hai musafir tum ho naiya dono ka hai sath
naiya tumhare hatho me sajan, naiya tumhare hatho me sajan
ham naiya ke hath, tum hi meri jivan naiya ho
tum ho meri jivan naiya ho, is naiya ke tum hi khivaiya ho
tum meri jivan naiya ho, is naiya ke tum hi khivaiya ho

ham hai sipaiya
ham hai sipaiya na is sajni rakhna hamari laaj
chahe duba do chahe taira do
chahe duba do chahe taira do naiya tumhare hath
tumhi mere paar lagaiya ho, tumhi mere paar lagaiya ho
is naiya ke tum hi khivaiya hai

hath se galli chhut gayi, hath se galli chhut gayi
aan fasi majdhar, le chal le chal le chal naiya
le chal le chal le chal naiya sagar ke us paar
na bas mera na bas tera dono hai majdhar
na bas mera na bas tera dono hai majdhar
paar laga de naiya hamari, paar laga de naiya hamari
jai jai ke khevanhaar, jag ke khevanhaar))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Meri Jeevan Naiya Ho

Tum Meri Jeevan Naiya Ho is a song from Panghat 1943. It is sung by Rajkumari, S N Tripathi. Lyrics are credited to Ramesh Gupta, Pandit Indra. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Panghat 1943 album song list for more songs and album details.