Tum Mere Swani Lyrics, Singer & Song Details

Kaamchor 1982 album cover

Kaamchor 1982 Album Details

Dr K Viswanath
Rajesh Roshan
Indeevar
Rakesh Roshan, Jaya Prada, Tanuja

album songs
Tum Mere Swani
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Tum Mere Swani Lyrics

Song Title = Tum Mere Swami
Movie/Album = Kaamchor (1982)
Singer(s) = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Indeevar
Music Director =Rajesh Roshan
Director =K. Vishwanath

Mp3 Song Lyrics

(((tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya) - (2)

duniya ka dastur puraana, mausam sang badale jamana - (2)
hum tum na badalenge badale jag sara, waada raha yeh hamara

tumhara
tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

hairaan hoon main aur paresha, kitani ho sundar meri ja - (2)
yuhi pyar ki tujhpe chhaya karunga, suraj kiran ko bhi chhune na

dunga
tu preet meri main preet tera, sang sang rahenge hum yuhi sada
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

mere sajan ka yeh aangan, tulasi ke jitna hai pawan - (2)
jalati rahe yeh jyot aarati ki, barasat hoti rahe yu khushi ki
tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Mere Swani

Tum Mere Swani is a song from Kaamchor 1982. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Kaamchor 1982 album song list for more songs and album details.