Tum Mere Saath Ho Lyrics, Singer & Song Details

Future To Bright Hai Ji 2012 album cover

Future To Bright Hai Ji 2012 Album Details

Sanjay Amar
Mohinderjit Singh
Pramod Kush
Sanjay Amar, Asrani, Neelima Azim

album songs
Tum Mere Saath Ho
Singer : Shaan, Sunidhi Chauhan

Tum Mere Saath Ho Lyrics

Song Lyrics Title = Tum Mere Saath Ho
Song lyrics movie = Future To Bright Hai Ji (2012)
Singers = Shaan, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Pramod Kush
Music Composer = Mohinderjit Singh

mp3 song lyrics

((Tum mere sath ho sath hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Khwab the beasar rah thi aznabi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho

Bejuba hawa bhi tere daman ko chu gayi
Bhini bhini khusbu teri julfo se le gayi
Sokhiya ye mastiya mai dekhta hi rah gaya
Mere dil ki bat mere dil me hi rah gayi
Kuch kahi ankahi bat hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho sath hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho

Dekhte ho is tarah se kyu mujhe batao na
Mujhko bar bar is tarah se azmao na
Tut hi na jaye mere sabar ka ye silsila
Chodo chodo ye nigahe mujhse hatao na
Jagti talash me rat hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho sath hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho

Tumne muskurake mere dard ko bhula diya
Maine dil ki dhadkano me tumko basa liya
Tumko pake or koi aarzu nahi rahi
Aaj meri chahto ne manjil ko pa liya
Khwahiso se saji barat hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho sath hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho

Tum ho zindagi me to ye zindagi hasin hai
Bakhuda jami ye jannato se behatarin hai
Tum kaho to aaj koi khwab hum sawar le
Na nahi karoge jane kyu hame yakin hai
Sab jami sadao ki saugat hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi
Tum mere sath ho sath hai zindagi
Ban gayi ab meri zindagi zindagi))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tum Mere Saath Ho

Tum Mere Saath Ho is a song from Future To Bright Hai Ji 2012. It is sung by Shaan, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Pramod Kush. Music information: Mohinderjit Singh. Read the lyrics above and view the Future To Bright Hai Ji 2012 album song list for more songs and album details.