Tum Laakh Chhupana Chahoge Lyrics, Singer & Song Details

Singapore 1960 album cover

Singapore 1960 Album Details

Shakti Samanta
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Shammi Kapoor, Padmini, Maria Menado, Shashikala, Agha, K N Singh, Madan Puri

album songs
Tum Laakh Chhupana Chahoge
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tum Laakh Chhupana Chahoge Lyrics

Song Title = Tum Laakh Chhupana Chahoge
Movie/album = Singapore (1960)
Singer = Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Hasrat Jaipuri

Mp3 Song Lyrics

((tum lakh chhupana chahoge
par payaar chhupa na paoge
kachhe dhage se bandhe sarkar chale aaoge
sarkar chale aaoge
tum lakh jatana chaho
par pyar jata na paoge
dil ko thame hatho se
khamosh chale jaoge
khamosh chale jaoge
tum lakh chhupana chahoge
par payaar chhupa na paoge
kachhe dhage se bandhe sarkar chale aaoge
sarkar chale aaoge

tumhare chehre ki rangat
to ye batati hai
kisi ki yaad tumhe
har pal satati hai
ye uljhe baal mohabbat ka raz kahte hai
kamal se nain khyalo me dube rahte hai
tumhari chal me sokhi hai
or sararat hai
jarur tumko kisi na kisi se ulfat hai
lo raz khul gaya ab kisliye chhupate ho
jamana jan gaya hamko kyu banate ho
tum lakh chhupana chahoge
par payaar chhupa na paoge
kachhe dhage se bandhe sarkar chale aaoge
sarkar chale aaoge
tum lakh jatana chaho
par pyar jata na paoge
dil ko thame hatho se
khamosh chale jaoge
khamosh chale jaoge

tumhare hotho pe har bat kaap jayegi
lagi ye dil ki kabhi juba par na ayegi
batao kaise jataoge
na hoga pura kabhi arzu ka ye spana
tumhe ye pyar ki hasrat
bahut satayegi
kabhi rulayegi tumko kabhi hasayegi
hamare kuje me aashik hazar aate hai
magar jo aate hai wo hosh bhul jate hai
tum lakh jatana chaho
par pyar jata na paoge
dil ko thame hatho se
khamosh chale jaoge ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Laakh Chhupana Chahoge

Tum Laakh Chhupana Chahoge is a song from Singapore 1960. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Singapore 1960 album song list for more songs and album details.