Tum Ko Maine Sapnon Lyrics, Singer & Song Details

Laparwah 1981 album cover

Laparwah 1981 Album Details

Ravikant Nagaich
Bappi Lahiri
Ramesh Pant
Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur, Prema Narayan, Iftekhar, Shakti Kapoor

album songs
Tum Ko Maine Sapnon
Singer : Kishore Kumar

Tum Ko Maine Sapnon Lyrics

Song Title = Tum Ko Maine Sapnon
Movie/album = Laparwah (1981)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Ramesh Pant
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ravikant Nagaich
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tum ko maine sapnon me to dekha tha
Mil jaoge ek din ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya
Tum ko maine sapnon me to dekha tha
Mil jaoge ek din ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Mana ke dil deewana hai
Dil hi mera najrana hai
Tum lelo na, nahi to koi bhi le lega
Are tum lelo na nahi to koi bhi le lega
Tum ko maine sapnon me to dekha tha
Mil jaoge ek din ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Aankhon se aankhein milti hai
Hothon pe kaliya khilti hai
Tum ho chuke ab to mere ye mano na
Tum ho chuke ab to mere ye mano na
Tum ko maine sapnon me to dekha tha
Mil jaoge ek din ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Ab to yahi armaan hai
Tum par lutani jaan hai
Jeene ka to asli maja isi me hai
Are jeene ka to asli maja isi me hai
Tum ko maine sapnon me to dekha tha
Mil jaoge ek din ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Tum ko maine sapnon me to dekha tha
Mil jaoge ek din ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Ko Maine Sapnon

Tum Ko Maine Sapnon is a song from Laparwah 1981. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Ramesh Pant. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Laparwah 1981 album song list for more songs and album details.