Tum Kahan Ho Lyrics, Singer & Song Details

Qasam Se Qasam Se 2012 album cover

Qasam Se Qasam Se 2012 Album Details

Ashfaque Makrani
Shailendra, Sayanti
Dr Moauzzam Azam
Faith, Farhan, Satish Kaushik

album songs
Tum Kahan Ho
Singer : K. K.

Tum Kahan Ho Lyrics

Song Title = Tum Kahan Ho
Movie/Album = Qasam Se Qasam Se (2012)
Singer = K. K.
Music By = Shailendra, Sayanti
Lyricist = Dr Moauzzam Azam, Panchhi Jalonvi

Mp3 Song Lyrics

((jab kabhi mujhe teri, yaad aati hai
dil se mere bas yahi, aawaz aati hai
jab kabhi mujhe teri, yaad aati hai
dil se mere bas yahi, aawaz aati hai
tum kaha ho tum kaha ho, aa bhi jao tum jaha ho
tum kaha ho tum kaha ho, aa bhi jao tum jaha ho
jab kabhi mujhe teri, yaad aati hai
dil se mere bas yahi, aawaz aati hai

ruthi ruthi si rahi hai, jine ki sab khawaishe
tere bin to na rukegi, aankho ki ye barishe
ruthi ruthi si rahi hai, jine ki sab khawaishe
tere bin to na rukegi, aankho ki ye barishe
sare arma sari khushiya, mere dil se kahti hai ye
tum kaha ho tum kaha ho, aa bhi jao tum jaha ho
tum kaha ho tum kaha ho, aa bhi jao tum jaha ho

ninde aankho se zuda hai, sanse bhi mujhse khafa
saze dil bhi tham gaya hai, hotho pe bas ye sada
ninde aankho se zuda hai, sanse bhi mujhse khafa
saze dil bhi tham gaya hai, hotho pe bas ye sada
ek pal bhi ji na paye, tu jo na ho dil bulaye
tum kaha ho tum kaha ho, aa bhi jao tum jaha ho
tum kaha ho tum kaha ho, aa bhi jao tum jaha ho
jab kabhi mujhe teri, yaad aati hai
dil se mere bas yahi, aawaz aati hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tum Kahan Ho

Tum Kahan Ho is a song from Qasam Se Qasam Se 2012. It is sung by K. K.. Lyrics are credited to Dr Moauzzam Azam. Music information: Shailendra, Sayanti. Read the lyrics above and view the Qasam Se Qasam Se 2012 album song list for more songs and album details.