Tum Juda Ho Kar Hamein Lyrics, Singer & Song Details

Tere Bagair 2010 album cover

Tere Bagair 2010 Album Details

None
None
None
None

album songs
Tum Juda Ho Kar Hamein
Singer : Talat Mahmood

Tum Juda Ho Kar Hamein Lyrics

Song Title = Tum Juda Ho Kar Hamein
Movie/Album = Tere Bagair (2010)
Singer = Talat Mahmood

Mp3 Song Lyrics

((tum juda hokar hamein kuchh aur pyaarein ho gaye - (2)
paas rehkar gair the, abb toh hamaare ho gaye

laut jaane ko kahaan hamane magar kuchh iss tarah - (2)
jindagi se maut tak ikraar saare ho gaye - (2)
tum juda hokar hamein kuchh aur pyaarein ho gaye

wasl ki abb chaandani chhaaye na chhaaye ghum nahi - (2)
hijr ki raaton mein roshan chhaand taare ho gaye
tum juda hokar hamein kuchh aur pyaarein ho gaye

pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi - (2)
jis taraf dekha kinaarein hi kinaarein ho gaye
tum juda hokar hamein kuchh aur pyaarein ho gaye
paas rehkar gair the, abb toh hamaare ho gaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Juda Ho Kar Hamein

Tum Juda Ho Kar Hamein is a song from Tere Bagair 2010. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Tere Bagair 2010 album song list for more songs and album details.