Tum Gagan Ke Chandrama Ho Lyrics, Singer & Song Details

Sati Savitri 1964 album cover

Sati Savitri 1964 Album Details

Shantilal Soni
Laxmikant, Pyarelal
Bharat Vyas
Mahipal, Anjali Devi, Jeevan

album songs
Tum Gagan Ke Chandrama Ho
Singer : Lata Mangeshkar, Manna Dey

Tum Gagan Ke Chandrama Ho Lyrics

Song Title = Tum Gagan Ke Chandrama Ho
Movie/Album = Sati Savitri (1964)
Singers = Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Shantilal Soni
Music Label = Saregama

Mp3 Songs Lyrics

((Tum gagan ke chandrama ho
Mai dhara ki dhul hu
Mai dhara ki dhul hu
Tum pralay ke devta ho
Tum pralay ke devta ho
Mai samarpit phul hu
Tum ho puja mai pujari
Tum sudha mai pyaas hu
Tum sudha mai pyaas hu

Tum maha sagar ki seema
Mai kinare ki lahar
Tum maha sangit ke swar
May adhuri saaj bhar
Tum ho khoya mai hu chaya
Tum kshama mai bhul hu
Tum gagan ke chandrama ho
Mai dhara ki dhul hu
Mai dhara ki dhul hu

Aa aa aa aa?.
Tum usha ki lalima ho
Bhor ka sindur ho
Mere prano ki ho gunjan
Mere man ki mayur ho
Tum ho puja mai pujari
Tum sudha mai pyas hu
Tum gagan ke chandrama ho
Mai dhara ki dhul hu
Mai dhara ki dhul hu
Tum gagan ke chandrama..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tum Gagan Ke Chandrama Ho

Tum Gagan Ke Chandrama Ho is a song from Sati Savitri 1964. It is sung by Lata Mangeshkar, Manna Dey. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Sati Savitri 1964 album song list for more songs and album details.