Tum Dil Mein Bas Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Veergati 1995 album cover

Veergati 1995 Album Details

K. K. Singh
Aadesh Shrivastava
Indeevar
Salman Khan, Divya Dutta, Atul Agnihotri, Pooja Dadwal, Akhilendra Mishra

album songs
Tum Dil Mein Bas Gaye
Singer : Mangal Singh, Sadhana Sargam

Tum Dil Mein Bas Gaye Lyrics

Song Title = Tum Dil Mein Bas Gaye
Movie/album = Veergati (1995)
Singers = Mangal Singh, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Aadesh Shrivastava
Director = K.K. Singh

Mp3 Song Lyrics

((Tum dil mein bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Main khati hu tumhari kasam
Main khati hu tumhari kasam
O dilruba jane jana
Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Main khati hu tumhari kasam
Main khati hu tumhari kasam

Parwat mein jaise jharne ka pani
Badal mein jaise bijli ki rawani
Tan man mein tum aise base ho
Sanso mein jaise jindgani
Parwat mein jaise jharne ka pani
Badal mein jaise bijli ki rawani
Tan man mein tum aise base ho
Saanso mein jaise jindgani
Tum dil mein bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Mai khati hu tumhari kasam
Mai khati hu tumhari kasam
O dilruba jane jana
Tum dil mein bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Main khati hu tumhari kasam
Main khati hu tumhari kasam

Chand bhule na jaise chamakna
Phul bhule na jaise mahakna
Chand bhule na jaise chamakna
Phul bhule na jaise mahakna
Mai tumko na bhulu ek pal
Dil bhule na jaise dhadakna
Tum dil mein bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Tum dil mein bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Main khati hu tumhari kasam
Main khati hu tumhari kasam
O dilruba jane jana
Tum dil mein bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Main khati hu tumhari kasam
Main khati hu tumhari kasam...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Dil Mein Bas Gaye

Tum Dil Mein Bas Gaye is a song from Veergati 1995. It is sung by Mangal Singh, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Veergati 1995 album song list for more songs and album details.