Tum Dil Ki Dhadkan Me Lyrics, Singer & Song Details

Dhadkan 2000 album cover

Dhadkan 2000 Album Details

Dharmesh Darshan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Ratan Jain
Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Sunil Shetty

album songs
Tum Dil Ki Dhadkan Me
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik,

Tum Dil Ki Dhadkan Me Lyrics

Song Lyrics Name = Tum Dil Ki Dhadkan Mein Rehte
Movie/Album Name = Dhadkan
Singer Names = Abhijeet,Alka Yagnik,
Music by = Nadeem-Shravan
Produced by = Ratan Jain
Directed by = Dharmesh Darshan

Mp3 Song Lyrics

((Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, tum rehte ho
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho - 2
Meri in saanson se kehte ho, kehte ho
Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Hmm hmm hmm..
Deewano sa haal hua, humko unse pyaar hua
Deewano sa haal hua, humko to unse pyaar hua
Dheere se voh paas aaye, chupke se izhaar hua
Ab naa kisise darna hai, sang jeena marna hai -2
Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Hey, hey hey hey, aa haa haa....

Hmm, duniyaa ne thukraaya hai,
bas tumne apnaaya hai
Duniyaa ne thukraaya hai,
bas tumne apnaaya hai
Dil ko kitna chain milaa,
sabne itna sataaya hai
Apna hai ek sapna, ek tu hi ho apna - 2
Aa aa aa, aa aa aa, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho
Rehte ho, rehte ho

A Kya Mein Hi Kehta Rahoonga?
Aur Tum Kuch Bhi Nahi Kahogi

Aaahaa haa haa haa
Haii ruu ruru ruu la laa
Achha lagaa, huh?
Aaaha haa haaa aa aa

Rehte ho,rehte ho

Sach?? Aaha haaa haa haa haa

Kehte ho, kehte ho

Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, bas tum rehte ho ..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Tum Dil Ki Dhadkan Me

Tum Dil Ki Dhadkan Me is a song from Dhadkan 2000. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik,. Lyrics are credited to Ratan Jain. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Dhadkan 2000 album song list for more songs and album details.