Tum Bin Yeh Dil Ghabraye Lyrics, Singer & Song Details

Zokkomon 2011 album cover

Zokkomon 2011 Album Details

Satyajit Bhatkal
None
None
Darsheel Safary, Manjari Phadnis, Anupam Kher

album songs
Tum Bin Yeh Dil Ghabraye
Singer : Kailash Kher

Tum Bin Yeh Dil Ghabraye Lyrics

Song Title = Tum bin ye dil ghabraye
Movie/album = Zokkomon - 2011
Singer = Kailash kher

Mp3 Song Lyrics

((tum bin yeh dil ghabraey, yaad tumhaari sataaey
raaton ko neend na aaey, main kya karun
kaise main tum ko bhulaaoun, kaise main tum ko manaaun
kaise main tum se mil paaoun, main kya karun

kab se hun akela yahaan, soona hai har samaan
har ghadi mera dil kahe, tum kahaan tum kahaan
woh bhi kaise din they,ho ho ho woh thi kaisi raatein
kitne pyaare pal they, kitne pyaari baatein
ab yeh hua hai kyun, main hun tumhare bin
tum le ke aajao, phir se woh raat aur din
ho sake to yeh maan lo, tum yahaan aao naa


tum se thi meri har khushi, har khushi laao naa
tum bin yeh dil ghabraey, yaad tumhaari sataey
raaton ko neend na aaey, main kya karun
kaise main tum ko bhulaaoun, kaise main tum ko manaaun
kaise main tum se mil paaoun, main kya karun
kab se hun akela yahaan, soona hai har samaan
har ghadi mera dil kahe, tum kahaan, tum kahaan))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Bin Yeh Dil Ghabraye

Tum Bin Yeh Dil Ghabraye is a song from Zokkomon 2011. It is sung by Kailash Kher. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zokkomon 2011 album song list for more songs and album details.