Tum Bin Jiya Jaaye Lyrics, Singer & Song Details

Sanam Re 2016 album cover

Sanam Re 2016 Album Details

Divya Khosla Kumar
Jeet Ganguly
Rashmi Virag
Pulkit Samrat, Yami Gautam, Rishi Kapoor

album songs
Tum Bin Jiya Jaaye
Singer : Shreya Ghoshal

Tum Bin Jiya Jaaye Lyrics

Song Title = Tum Bin Jiya Jaaye
Movie/album = Sanam Re (2016)
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Rashmi Virag
Music Director = Jeet Ganguly
Director = Divya Khosla Kumar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Kuch pal to thehar jaao na
Ya phir laut ke aao na
Yoon kehte nahi alvida
Mud jaao idhar aao na

Tumhe dhoondhein meri aankhen
Tumhe khoje meri baahein

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Kitne the waade kiye
Ik pal mein tod diye
Jhutha nahi tu mujhko pata hai
Bas thoda rootha sa hai

Tu roothe main manau
Par tum bin kahan jaaun

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Ye aasmaan aur zameen
Bin tere kuch bhi nahi
Saanson se mohlat
Zara maang lena
Yoon uth ke jaate nahi

Ya phir tu mujhe le chal
Sang apne jidhar tu chala

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin
Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Bin Jiya Jaaye

Tum Bin Jiya Jaaye is a song from Sanam Re 2016. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Rashmi Virag. Music information: Jeet Ganguly. Read the lyrics above and view the Sanam Re 2016 album song list for more songs and album details.