Tum Bhi Ho Wahi Remix Lyrics, Singer & Song Details

Kites 2010 album cover

Kites 2010 Album Details

Anurag Basu
Rajesh Roshan
Naseer Faraaz
Hrithik Roshan, Bárbara Mori, Kangna Ranaut, Kabir Bedi, Nick Brown

album songs
Tum Bhi Ho Wahi Remix
Singer : Suraj Jagan, Vishal Dadlani

Tum Bhi Ho Wahi Remix Lyrics

Song Title = Tum Bhi Ho Wahi Remix
Movie/Album = Kites (2010)
Singers = Suraj Jagan, Vishal Dadlani
Song Lyricists = Nasir Faraaz
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Anurag Basu
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi
Kya hua galat aur kya sahi
Dono saath hain, sach to hai yehi

Yaadein bahut si reh gayi peechay kahin
Yeh pyaar ab aagey hume kheechay kahin

Yeh door tak bechain hai sab raaste
Iss haal mein tu muskara mere vaaste

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi
Kya hua galat aur kya sahi
Dono saath hain, sach to hai yehi

Ab dil dale chahe jahan ab shaam ho
Parwah kya ab chahe jo anjaam ho

Woh asmaan ho ya zameen
Humne likha pyaar ko har kahin
Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal
Tootey na ye sambhalo isse
Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal
Tootey na ye sambhalo isse

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi
Kya hua galat aur kya sahi
Dono saath hain, sach to hai yehi......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Bhi Ho Wahi Remix

Tum Bhi Ho Wahi Remix is a song from Kites 2010. It is sung by Suraj Jagan, Vishal Dadlani. Lyrics are credited to Naseer Faraaz. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Kites 2010 album song list for more songs and album details.