Tum Agar Sath Dene Ka Lyrics, Singer & Song Details

Hamraaz 1967 album cover

Hamraaz 1967 Album Details

B.R. Chopra
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
S.N. Banerjee, Urmila Bhatt, Birbal

album songs
Tum Agar Sath Dene Ka
Singer : Mahendra Kapoor

Tum Agar Sath Dene Ka Lyrics

Song Title = Tum Agar Sath Dene Ka
Movie or Album = Hamraaz (1967)
Singer(s) = Mahendra Kapoor
Music Director(s) = Ravi
Lyricist(s) = Sahir Ludhianvi

Lyrics

((tum agar sath dene kaa vada karo
mai yu hee mast nagme lutata rahu
tum mujhe dekh kar muskuratee raho
mai tumhe dekh kar git gata rahu

kitne jalwe fijao me bikhare magar
maine abb tak kisee ko pukara nahee
tumko dekha toh najrein yeh kehne lagi
hamko chehre se hatna gavara nahee
tum agar meree najaro ke aage raho
mai har ek shaiy se najrein churata rahu
tum agar sath dene kaa vada karo......

maine khwabo me barso tarasha jise
tum vahee sange marmar kee tasvir ho
tum naa samjho tumhara mukkadar hu mai
mai samajhta hu tum meree takdir ho
tum agar mujhko apna samajhane lago
me baharo kee mehfil sajata rahu
tum agar sath dene kaa vada karo......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Agar Sath Dene Ka

Tum Agar Sath Dene Ka is a song from Hamraaz 1967. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Hamraaz 1967 album song list for more songs and album details.