Tum Aaye Zindagi Mein Lyrics, Singer & Song Details

Soorma Bhopali 1987 album cover

Soorma Bhopali 1987 Album Details

Jagdeep
Dilip Sen, Sameer Sen
Jan Nisar Akhtar
Jagdeep, Amitabh Bachchan, Dharmendra, Rekha

album songs
Tum Aaye Zindagi Mein
Singer : Dilraj Kaur, Alka Yagnik

Tum Aaye Zindagi Mein Lyrics

Song Title = Tum Aaye Zindagi Me
Movie/Album = Soorma Bhopali (1987)
Singer = Dilraj Kaur, Alka Yagnik
Lyricist = Jan Nisar Akhtar, Jagdeep, Asad Bhopali
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
Film Director = Jagdeep
Film Producer = Navad

Mp3 Song Lyrics

((aaja aaja aaja aaja aa bhi ja aa bhi ja
tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya
tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya
chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya
chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya
tum aaye zindagi me pyar aaya

ye rate jawani ki haye jine nahi deti
or dil ki umange bhi bas me nahi rahti
mitha mitha dard sa dil me rahta hai dil rat
kab aaoge sajan leke barat
tum aaye zindagi me pyar aaya
ranginiya hazar sath laya

dekha nahi hoga haye aisa hasi koi
tumse hazaro hai hamsa nahi koi
pachtaoge hath maloge khoke hamara pyar
dil rakhna bhi aata nahi hai aapko to dildar
tum aaye zindagi me pyar aaya
ranginiya hazar sath laya

aisa na ho humko haye or koi le jaye
hatho ko malta hi tu na kahi rah jaye
anjane ho diwane ho ya ho tum masum
kitne dilo me meri jagah hai tumko nahi malum
tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya
tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya
chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya
chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya
tum aaye zindagi me pyar aaya
ranginiya hazar sath laya))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tum Aaye Zindagi Mein

Tum Aaye Zindagi Mein is a song from Soorma Bhopali 1987. It is sung by Dilraj Kaur, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Soorma Bhopali 1987 album song list for more songs and album details.