Tum Aaye To Hum Ko Lyrics, Singer & Song Details

Dahleez 1986 album cover

Dahleez 1986 Album Details

Ravi Chopra
Roshanlal Nagrath
Hasan Kamal
Jackie Shroff, Raj Babbar, Meenakshi Sheshadri

album songs
Tum Aaye To Hum Ko
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Tum Aaye To Hum Ko Lyrics

Song Title = Tum Aaye To Hum Ko
Movie/Album = Dahleez
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Hasan Kamal
Music Composer = Ravi Shankar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Tum aaye to ham ko aaj
Wo phir bhula hua kissa yaad aaya
Tum aaye to ham ko aaj
Wo phir bhula hua kissa yaad aaya

Jo tut ke bhi tuta na kabhi
Jo tut ke bhi tuta na kabhi

Dil ka vo rista yaad aaya
Tum aaye to ham ko aaj wo phir

Is moad pe mil kar aaj hame
Kya janiye kya kya yaad aaya
Is moad pe mil kar aaj hame
Kya janiye kya kya yaad aaya

Halat ke hatho dil koi
Halat ke hatho dil koi
Majbur tha kitna yaad aaya
Halat ke hatho dil koi
Majbur tha kitna yaad aaya

Tum aaye to ham ko aaj wo phir

Aankho me abhi tak chubhte
Hai vo khawab jo milkar dekhe the
Thahra hai abhi tak vakat vahi
Kal hamse jeha tum bichade the
Kal hamse jeha tum bichade the

Jis raah pe dil khoya tha kabhi
Fir aaj wo kissa yaad aaya
Halat ke hatho dil koi
Majbur tha kitna yaad aaya
Tum aaye to ham ko aaj wo phir

Kuch khawab ahdure rahte hai
Kuch jakham kabhi silte hi nahi
Jewan me wefa ke kuch lamhe
Ho jaye to milte hi nahi
Ek aisa hi apne hatho se
Ek aisa hi apne hatho se
Khoya hua lamha yaad aaya

Tum aaye to ham ko aaj
Wo phir bhula hua kissa yaad aaya
Halat ke hatho dil koi
Hamrah ager tum aa jao
Awaj safer fir ho jaye
Ye waqt mila hai muskil se
Ye waqt kahi na kho jaye
Ye waqt kahi na kho jaye

Jo vada na tum ko yaad raha
Jo vada na tum ko yaad raha
Hamko vo vada yaad aaya

Halat ke hatho dil koi
Majbur tha kitna yaad aaya
Tum aaye to ham ko aaj wo phir

Ye moad na jane kaisa hai
Rasta hai mager manzil hi nahi
Bas ek jeha arman kai
Sine me mere vo dil hi nahi
Jo hath se chuat kar
Tut gaya
Jo hath se chuat kar
Tut gaya

Dil ka vahi sisa yaad aaya
Jo tut ke bhi tuta na kabhi
Jo tut ke bhi tuta na kabhi
Dil ka vahi rista yaad aaya

Halat ke hatho dil koi
Majbur tha kitna yaad aaya
Tum aaye to ham ko aaj wo phir
Bhula hua kissa yaad aaya
Yaad aaya yaad aaya....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tum Aaye To Hum Ko

Tum Aaye To Hum Ko is a song from Dahleez 1986. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Hasan Kamal. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Dahleez 1986 album song list for more songs and album details.