Tujhse Mujhe Pyar Tha Lyrics, Singer & Song Details

Geet 1992 album cover

Geet 1992 Album Details

Partho Ghosh
Bappi Lahiri
Indeevar
Avinash Wadhavan, Divya Bharti, Laxmikant Berde

album songs
Tujhse Mujhe Pyar Tha
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Tujhse Mujhe Pyar Tha Lyrics

Song Lyrics Title = Tujhse Mujhe Pyar Tha
Song Lyrics Movie = Geet (1992)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Parto Ghosh
Music Label = Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Tujhse mujhe pyar tha
Pyar hai pyar hai
Tere liye dil mera
Kab se bekarar hai
Tujhse mujhe pyar tha
Pyar hai pyar hai
Ha tere liye dil mera
Kab se bekarar hai
Mein teri tu mera
Tu meri mein tera

Pyar se mujhe dekho na sanam
Mar jayenge aapki kasam
Ho pyar se mujhe dekho na sanam
Mar jayenge aapki kasam
Mar ne ki baatein na kar
Milne ke deen ab to aaye hai
Jinke liye dil mera
Kab se bekarar hai
Mein teri tu mera
Tujhse mujhe pyar tha
Pyar hai pyar hai
Tere liye dil mera
Kab se bekarar hai
Tu meri mein tera

Chhodo ye saram
Aankhe na chura
Baho mein to aa
Gale se laga
Chhodo ye saram
Aankhe na chura
Baho mein to aa
Gale se laga
Milke na ab ho juda
Ik dujhe mein yu kho jaye hum
Iske liye dil mera kab se bekarar hai
Tu meri mein tera
Tujhse mujhe pyar tha
Pyar hai pyar hai
Tere liye dil mera
Kab se bekarar hai
Mein teri tu mera
Tu meri mein tera....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tujhse Mujhe Pyar Tha

Tujhse Mujhe Pyar Tha is a song from Geet 1992. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Geet 1992 album song list for more songs and album details.