Tujhse Milan Ka Dil Mein Lyrics, Singer & Song Details

Jodidar 1997 album cover

Jodidar 1997 Album Details

T.L.V. Prasad
Bappi Lahiri
Indeevar, Gauhar Kanpuri
Bindushree, Mithun Chakraborty, Prem Chopra

album songs
Tujhse Milan Ka Dil Mein
Singer : Alka Yagnik, Bappi Lahiri

Tujhse Milan Ka Dil Mein Lyrics

Song Title = Tujhse Milan Ka Dil Mein
Movie/album = Jodidar (1997)
Singers = Alka Yagnik, Bappi Lahiri
Song Lyricists = Indeevar, Gauhar Kanpuri
Music Director = Bappi Lahiri
Director = T L V Prasad

Mp3 Song Lyrics

((Tujhse milan ka
Dil mein armaan jaga
Tujhse milan ka
Dil mein armaan jaga
Mere kamshin badan mein
Kaisa toofan jaga
Utha toofan tan mein
Yeh mann uda jaaye
Utha toofan tan mein
Yeh mann uda jaaye

Roop tera dekha to
Dil mein toofan jaga
Roop tera dekha to
Dil mein toofan jaga
Bar bar dekhu tujhe
Dil mein armaan jaga
Tere pichhe pichhe dil
Mera dauda chala jaaye
Tere pichhe pichhe dil
Mera dauda chala jaaye

Tu kya jaane kya tu hai
Tu ek zinda jadu hai
Tu kya jaane kya tu hai
Tu ek zinda jadu hai
Bhole pan ki murat tu
Dil ko teri arzoo hai
Tujhse milan ka
Dil mein armaan jaga
Ha tujhse milan ka
Dil mein armaan jaga
Mere kamshin badan mein
Kaisa toofan jaga
Utha toofan tan mein
Yeh mann uda jaaye
Tere pichhe pichhe dil
Mera dauda chala jaaye

Teri mohabbat jisko mile
Uska mukaddar banta hai
Teri mohabbat jisko mile
Uska mukaddar banta hai
Tan se yuvan chhanta hai
Tusa kar ajanta hai
Tujhse milan ka
Dil mein armaan jaga
Ha tujhse milan ka
Dil mein armaan jaga
Mere kamshin badan mein
Kaisa toofan jaga
Utha toofan tan mein
Yeh mann uda jaaye
Utha toofan tan mein
Yeh mann uda jaaye
Roop tera dekha to
Dil mein toofan jaga
Bar bar dekhu tujhe
Dil mein armaan jaga
Tere pichhe pichhe dil
Mera dauda chala jaaye
Tere pichhe pichhe dil
Mera dauda chala jaaye....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tujhse Milan Ka Dil Mein

Tujhse Milan Ka Dil Mein is a song from Jodidar 1997. It is sung by Alka Yagnik, Bappi Lahiri. Lyrics are credited to Indeevar, Gauhar Kanpuri. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Jodidar 1997 album song list for more songs and album details.