Tujhko Paayal Naam Diya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Paayal 1992 album cover

Paayal 1992 Album Details

Mahendra Shah
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Himalaya, Bhagyashree, Farida Jalal, Anu Kapoor, Tiku Talsania, Shakti Kapoor, I

album songs
Tujhko Paayal Naam Diya Hai
Singer : Sadhana Sargam

Tujhko Paayal Naam Diya Hai Lyrics

Song Title = Tujhko Paayal Naam Diya Hai
Movie/Album = Paayal (1992)
Singer = Sadhana Sargam
Music By = Nadeem Shravan
Lyricist = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((tujhko payal nam diya hai logo ne
tujhko payal nam diya hai logo ne
sabse hasi teri jindgani hai
sabke dilo me sabke labo pe teri kahani hai
tujhko payal nam diya hai logo ne

jine ki ummid man me jagaye
bhola tha masum chehra tera
meri khushi ki to jagir hai tu
tere siwa ab nahi kuch mera
mere khwabo ki meri yado ki tu hi nishani hai
tujhko payal nam diya hai logo ne
sabse hasi teri jindgani hai
sabke dilo me sabke labo pe teri kahani hai
tujhko payal nam diya hai logo ne

meri to hai bas yahi aarzu
ho jaye roshan teri anzuman
aaye kahi se farishta koi
le jaye tujhko banake dulhan
maang teri sitaro se mujhko sajani hai
tujhko payal nam diya hai logo ne
sabse hasi teri jindgani hai
sabke dilo me sabke labo pe teri kahani hai
tujhko payal nam diya hai logo ne))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tujhko Paayal Naam Diya Hai

Tujhko Paayal Naam Diya Hai is a song from Paayal 1992. It is sung by Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Paayal 1992 album song list for more songs and album details.