Tujhko Na Dekhun To Jee Lyrics, Singer & Song Details

Jaanwar 1999 album cover

Jaanwar 1999 Album Details

Suneel Darshan
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Shilpa Shetty

album songs
Tujhko Na Dekhun To Jee
Singer : Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

Tujhko Na Dekhun To Jee Lyrics

Song Title = Tujhko Na Dekhun To Jee
Movie or Album = Jaanwar (1999)
Singers = Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Suneel Darshan

Mp3 Song Lyrics

((Tujhko na dekhu to jee ghabrata hai
Tujhko na dekhu to jee ghabrata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Yeh kaisa rishta hai kaisa naata hai
Yeh kaisa rishta hai kaisa naata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

Aa aa aa.. Aa aa aa aa

Har gham utha loon tanha akela
Tere liye hai khushiyon ka mela
Har gham utha loon tanha akela
Tere liye hai khushiyon ka mela
Saara sansaar doon jeevan bhi vaar doon
Jitna kahe tu utna main pyaar doon
Jitna kahe tu utna main pyaar doon
Yeh tera mukhda hi mujhko bhaata hai
Yeh tera mukhda hi mujhko bhaata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

Tum mere daddy tum meri maa ho
Tum mera dil ho tum meri jaan ho
Tum mere daddy tum meri maa ho
Tum mera dil ho tum meri jaan ho
Bachpan ki dor ka yeh nata tod ke
Daddy kabhi mujhe na jaana chhod ke
Daddy kabhi mujhe na jaana chhod ke
Mere liye tu kitna dard uthaata hai
Mere liye tu kitna dard uthaata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai....))

Posted by : {Soni Kumari}

About Tujhko Na Dekhun To Jee

Tujhko Na Dekhun To Jee is a song from Jaanwar 1999. It is sung by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Jaanwar 1999 album song list for more songs and album details.