Tujhko Mein Aankhon Mein Lyrics, Singer & Song Details

1920 London 2016 album cover

1920 London 2016 Album Details

Tinu Suresh Desai
None
Azeem Shirazi
Sharman Joshi, Meera Chopra, Vishal Karwal

album songs
Tujhko Mein Aankhon Mein
Singer : Shaan

Tujhko Mein Aankhon Mein Lyrics

Song Title = Tujhko Mein Aankhon Mein
Movie/album = 1920 London (2016)
Singers = Shaan
Song Lyricists = Azeem Shirazi
Music Composer = Sharib Sabri, Toshi Sabri
Director = Tinu Suresh Desai
Music Label = Saregama India

Mp3 Song Lyrics

((Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...

Duniya tu meri
Tujh bin main hoon bewajah
Rehta hoon tujhme
Ehsaas toh kar zara...

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...

Dekhun kabhi na main khwab aisa
Jisme tu na ho kasam se ba-khuda
Shamil hai mujhme tu iss tarah se
Honthon pe jaise rahe koi duaa...

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...

Palkon ka meri tu hai sitara
Tujhme basa hai ye dil, ye rooh, ye jaan
Tune labon se jo chhu liya toh
Main jee utha hoon yakeen kar mera...

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tujhko Mein Aankhon Mein

Tujhko Mein Aankhon Mein is a song from 1920 London 2016. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Azeem Shirazi. Music information: None. Read the lyrics above and view the 1920 London 2016 album song list for more songs and album details.