Tujhko Bhulaana Aasu Laana Lyrics, Singer & Song Details

Murder 2 2011 album cover

Murder 2 2011 Album Details

Mohit suri
Sangeet Haldipur Siddharth
Sayeed Quadri
Emraan Hashmi, Jacqueline Fernandez, Sudhanshu Pandey

album songs
Tujhko Bhulaana Aasu Laana
Singer : Sangeet Haldipur, Roshni

Tujhko Bhulaana Aasu Laana Lyrics

Song Title = Tujhko Bhulaana Aasu Laana
Movie/Album = Murder 2 (2011)
Singer = Sangeet Haldipur, Roshni Baptist
Music By = Sangeet Haldipur Siddharth
Lyricist = Sayeed Quadri

Mp3 Song Lyrics

((Tujhko bhulaana
Aasu na laana
Ab aa gaya
(go away, stay away, you are not the one for me
go away, stay away, this is our realty)

Tujhko bhulaana
Aasu na laana
Aur muskuraana
Ab aa gaya, ab aa gaya

Yaadon se teri, daaman chhudaana
Dil na dukhaana, ab aa gaya, ab aa gaya

Sunn bewafa yeh, taiy kar liya
Reh lenge hum tere bin

Hey ab dard bhi kya hai, humko bhala
Raat aa gayi hai, tere mere darmiyaan ka jo hai faasla
Yaadon se teri, daaman chhudaana
Dil na dukhaana, ab aa gaya

Dil ke makaan se tu jaa chuka
Iss mein nahin tu ab raha

Meri dua mein, tu ab kahan
Tu ajnabi hai, tune inn mein rehne ka hai haqq kho diya

Tujhko bhulaana
Aasu na laana na laana
Aur muskuraana
Ab aa gaya

Hey yaadon se teri, daaman chhudaana
Dil na dukhaana, ab aa gaya, ab aa gaya, ab aa gaya))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tujhko Bhulaana Aasu Laana

Tujhko Bhulaana Aasu Laana is a song from Murder 2 2011. It is sung by Sangeet Haldipur, Roshni. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Sangeet Haldipur Siddharth. Read the lyrics above and view the Murder 2 2011 album song list for more songs and album details.