Tujhko Bahon Mein Bhar Lyrics, Singer & Song Details

Jigar 1992 album cover

Jigar 1992 Album Details

Farogue Siddique
Anand-Milind
None
Ajay Devgan, Karisma Kapoor

album songs
Tujhko Bahon Mein Bhar
Singer : Udit Narayan, Sadhna Sargam

Tujhko Bahon Mein Bhar Lyrics

Song Title = Tujhko Bahon Mein Bhar
Movie/Album = Jigar (1992)
Singer(s) = Udit Narayan, Sadhna Sargam
Music Director(s) = Anand-Milind

Mp3 Song Lyrics

((tujhako baaho me bhar liya, hamne yeh faisala kar liya -2
ek duje ke pyar me jina marna hain
abb hamko iss duneeya se nahee darna hain -2) - (2)

(sare jahan ke aage khulke yahee kahenge
ho ke juda kahee bhee ek pal na ham rahenge) - (2)
vade kiye hain jo unko na todenge
daman wafao ka abb ham na chhodenge
jo dil me aayega hamko karna hain
abb hamko iss duneeya se nahee darna hain - (2)

(ham hai hawan ke jhonke roke nahee rukenge
julmo sitam ke aage aasheek nahee jhukenge) - (2)
har gum utha lenge har dard seh lenge
has ke mohabbat me ham jan de denge
iss pyar me na ham ko aahen bharna hain
abb hamko iss duneeya se nahee darna hain - (2)

(aandhee ho chahe tufan dil ke diye jalenge
kanto kee rasto pe mehbub ham chalenge) - (2)
jalwa koyee aisa karke dikhayenge
dushman jamane ko ham yad aayenge
har mushkil se hamko abb gujarna hain
abb hamko iss duneeya se nahee darna hain - (2)
tujhko baaho me bhar liya hamne yeh faisala kar liya - (2)
ek duje ke pyar me jina marna hain
abb hamko iss duneeya se nahee darna hain - (4) )

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tujhko Bahon Mein Bhar

Tujhko Bahon Mein Bhar is a song from Jigar 1992. It is sung by Udit Narayan, Sadhna Sargam. Lyrics are credited to None. Music information: Anand-Milind. Read the lyrics above and view the Jigar 1992 album song list for more songs and album details.