Tujhe Zindagi Ki Tarah Lyrics, Singer & Song Details

Chand Bujh Gaya 2005 album cover

Chand Bujh Gaya 2005 Album Details

Sharique Minhaj
None
None
Mukesh Ahuja, Ishrat Ali, Aliza

album songs
Tujhe Zindagi Ki Tarah
Singer : Pritha Majumdar

Tujhe Zindagi Ki Tarah Lyrics

Song Lyrics Title = Tujhe Zindagi Ki Tarah
Song Lyrics Movie = Chand Bujh Gaya (2004)
Singer = Pritha Majumdar
Music By = Info NA
Lyricist = Info NA

Mp3 Song Lyrics

((Tujhe Zindagi Ki Tarha Chahti Hoon
Najaane Yeh Kyun Tujh Se Na Keh Saki

Kai Baar Socha Keh Iqraar Kar Loon
Galey Se Laga Ke Tujhe Pyar Karoon

Tere Saamne Dil Ka Haal Sunaati
Main Be-Bas Thi, Yeh Tujhko Kaise Batati

Mujhe apne ghar apne majhab ka dar tha
isi dar se maine zuban tak na kholi

Tera Khwaab Tha Main Banoon Teri Dulhan
Tere Ghar Mein Hi Jaati Meri Doli

Magar Apni Qismat Mein Yeh Sab Nahi Tha
Tujhe Na Ho, Par Mujhe Yaqeen Tha

Tere Sath Main Jee Na Paai Tau Kya Gham
Tere Sath Marne Ki Mujhko Khushi Hai

Yeh Do Chaar Saansein Jo Baaqi Bachi Hain
Yehi Hai Mohabbat, Yehi Hai Zindagi..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Tujhe Zindagi Ki Tarah

Tujhe Zindagi Ki Tarah is a song from Chand Bujh Gaya 2005. It is sung by Pritha Majumdar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Chand Bujh Gaya 2005 album song list for more songs and album details.