Tujhe Sochta Hoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Jannat 2 2012 album cover

Jannat 2 2012 Album Details

Kunal Deshmukh
None
None
Mohammed Zeeshan Ayyub, Viren Basoya, Manish Chaudhary

album songs
Tujhe Sochta Hoon Main
Singer : K.K.

Tujhe Sochta Hoon Main Lyrics

Song Title = Tujhe Sochta Hoon Main
Movie/Album = Jannat 2 (2012)
Singer = K.K

Mp3 Song Lyrics

((Tujhe Sochta Hoon Main
Shaam-O-Subah
Iss Se Zyada Tujhe Aur

Chahoon Toh Kya
Tere Hee Khayalon Mein
Dooba Raha
Iss Se Zyada Tujhe Aur
Chahoon Toh Kya

Bas Sare Gham Mein Jana
Sang Hoon Tere
Har Ek Mausam Me Jana
Sang Hoon Tere
Ab Itne Imtihaan Bhi Na Le Mere

Aaa Aa aaSang Hoon Tere - 3

Meri Dhadkano Mein Hee Teri Sadaa
Iss Qadar Tu Meri
Rooh Mein Bas Gaya
Teri Yaadon Se Kab Raha Main Judaa
Waqt Se Pooch Lee
Waqt Mera Gawaah

Bas Sare Gham Mein Jana
Sang Hoon Tere
Har Ek Mausam Me Jana
Sang Hoon Tere
Ab Itne Imtihaan Bhi Na Le Mere

Aaa Aa aaSang Hoon Tere - 3

Tu Mera Thikana-Mera Aashiyaana
Dhaale Shaam Jab Bhi
Mere Paas Aaana
Hai Baahon Mein Rehna
Kahi Ab Na Jana

Hoon Mehfooz Inn mein
Bura Hai Zamana
Bas Sare Gham Mein Jana
Sang Hoon Tere
Har Ek Mausam Me Jana
Sang Hoon Tere
Ab Itne Imtihaan Na Le Mere


Aaa Aa aaSang Hoon Tere - 3 ))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Tujhe Sochta Hoon Main

Tujhe Sochta Hoon Main is a song from Jannat 2 2012. It is sung by K.K.. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Jannat 2 2012 album song list for more songs and album details.