Tujhe Paake Khush Hai Lyrics, Singer & Song Details

Baaz 2003 album cover

Baaz 2003 Album Details

Tinnu Verma
Ismail Darbar
Mehboob Alam Kotwal
Jackie Shroff, Sunil Shetty, Karisma Kapoor

album songs
Tujhe Paake Khush Hai
Singer : Kavita, Mohammad Salamat

Tujhe Paake Khush Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Tujhe Paake
Song Lyrics Movie = Baaz (2003)
Singer(s) = Kavita Krishnamurthy, Mohammad Salamat
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Composer = Ismail Darbar
Director = Tinnu Verma
Music Label = BMG Crescendo


Mp3 Song Lyrics

((Tujhe Paake Khush Hai Hum
tujhe Paake Khush Hai Hum
isse Badi Khushi Kya Hogi
tujhe Paake Khush Hai Hum
jab Tu Hi Hai Meri Zindagi
jab Tu Hi Hai Meri Zindagi
tujhse Haseen Zindagi Kya Hogi
tujhe Paake Khush Hai Hum

tujhko Bhi Khuda Ne Banaya
tujhko Bhi Khuda Ne Banaya
tu Bhi Khuda Ki Kudrat Hai
tujhse Mohabbat Sach Much Ho To
tujhse Mohabbat Sach Much Ho To
us Khuda Ki Mohabbat Hai
usse Haseen Bandagi Kya Hogi
tujhe Paake Khush Hai Hum

har Pal Se Khushiyon Ko Churakar
daaman Tera Bhar Doon Main
har Pal Se Khushiyon Ko Churakar
daaman Tera Bhar Doon Main
aansoon Kabhi Chalke Tere
aanchal Ko Khali Kar Doon Mein
isse Badi Dillagi Kya Hogi
tujhe Paake Khush Hai Hum..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tujhe Paake Khush Hai Video

About Tujhe Paake Khush Hai

Tujhe Paake Khush Hai is a song from Baaz 2003. It is sung by Kavita, Mohammad Salamat. Lyrics are credited to Mehboob Alam Kotwal. Music information: Ismail Darbar. Read the lyrics above and view the Baaz 2003 album song list for more songs and album details.