Tujhe Kitna Chahein Aur Lyrics, Singer & Song Details

Kabir SIngh 2019 album cover

Kabir SIngh 2019 Album Details

NA
NA
Mithoon
Shahid Kapoor & Kiara Advani

album songs
Tujhe Kitna Chahein Aur
Singer : Jubin Nautiyal

Tujhe Kitna Chahein Aur Lyrics

Dil Ka Dariya Bah Hi Gaya
Raahon Mein Yun Jo Tu Mil Gaya
Mushqil Se Main Sambhla Tha Haan
Toot Gaya Hu Phir Ek Dafa

Baat Bigdi Hai Is Kadar
Dil Hai Toota Toote Hain Hum

Tere Bin Ab Na Lenge Ek Bhi Dum
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum
Tere Bin Ab Na Lenge Ek Bhi Dum
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum

Tere Sath Ho Jayenge Khatam
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum

Baat Bigdi Hai Is Kadar
Dil Hai Toota Toote Hain Hum

Tere Bin Ab Na Lenge Ek Bhi Dum
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum
Tere Sath Ho Jayenge Khatam
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum

Wakt Ne Hai Kiya Humpe Kaisa Sitam
Tum Bhi Bezaar Ho Barbaad Hain Hum
Jaane Kis Rastein Mujhko Le Jayenge
Bedisha Ye Mere Dagmagate Ye Kadam

Sath Deti Parchaiyan
Aur Meharban Ho Rahe Gham

Tere Bin Ab Na Lenge Ek Bhi Dum
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum
Tere Sath Ho Jayenge Khatam
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum
Tujhe Kitna Chahein Aur Hum

Oh Ho O, Oh Ho O
Ho Ho Ooo..

About Tujhe Kitna Chahein Aur

Tujhe Kitna Chahein Aur is a song from Kabir SIngh 2019. It is sung by Jubin Nautiyal. Lyrics are credited to Mithoon. Music information: NA. Read the lyrics above and view the Kabir SIngh 2019 album song list for more songs and album details.