Tujhe Khanjar Se Maroon Lyrics, Singer & Song Details

Nirdosh 1950 album cover

Nirdosh 1950 Album Details

Najam Naqvi
Laxmikant, Pyarelal
Asad Bhopali
Shyam, Rehana, Kuldip Kaur, K N Singh, S L Puri, Misra, S M Abbas

album songs
Tujhe Khanjar Se Maroon
Singer : Asha Bhosle

Tujhe Khanjar Se Maroon Lyrics

Song Title = Tujhe Khanjar Se Maroon
Movie/album = Nirdosh (1950)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = S.M. Sagar

Mp3 Song Lyrics

((Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mere sajna sun teri
Khata ki nahi hai mafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Tujhe jinda kaise
Chhodu hogi na insafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi

Mai kaun hu ye jan le
Achi tarah pahchan le
Pahle haye
Pahle kabhi dekha to hai
Ye kahde itna man le
Julfe bhi hai laghrari si
Aankhe bhi hai sharmayi si
Ye husn par bakpan
Uspe kamar balkhayi si
Or fir mar mitne ko
Ye bali umar hai kafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mere sajna sun
Teri khata ki nahi mafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi

O rat ke mehman aa dil me
Hai kya arman aa
Juba ha
Duba bat kar duswar
Ki wo aaj hai asan aa
Tere gale lag jaungi
Kam apna bhi kar jaungi
Taskin bhi dungi tujhe
Dil bhi tera tadpaungi
Tere sitam aaj bhi dil me
Mere asar hai baki
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Mere sajna sun teri
Khata ki nahi hai mafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi
Tujhe jinda kaise
Chhodu hogi na insafi
Tujhe khanzar se kya maru
Ek najar hai kafi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tujhe Khanjar Se Maroon

Tujhe Khanjar Se Maroon is a song from Nirdosh 1950. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Nirdosh 1950 album song list for more songs and album details.