Tujhe Dekha Jab Se Lyrics, Singer & Song Details

Ek Se Badhkar Ek 2004 album cover

Ek Se Badhkar Ek 2004 Album Details

Kundan Shah
None
Dev Kohli
Sunil Shetty, Raveena Tandon, Shekhar Suman

album songs
Tujhe Dekha Jab Se
Singer : Shweta Pandit, Sonu Nigam

Tujhe Dekha Jab Se Lyrics

Song Title = Tujhe Dekha Jab Se
Movie/Album = Ek Se Badhkar Ek (2004)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Shweta Pandit, Sonu Nigam
Song Lyricists = Dev Kohli

Mp3 Song Lyrics

((Tujhe dekha jab se o meri jaa
Deewana main to ho gaya
Tujhe dekha jab se o meri jaa
Deewana main to ho gaya
Kab hogi teri taraf se ha
Deewana main to ho gaya
O jaan gayi main yaar pyar
Tujhe mujhse ho gaya
Tujhe dekha jab se o meri jaa
Deewana main to ho gaya

Tujhe dekha jab se o meri jaa
Deewana main to ho gaya
Tune kar di hai jabse ha
Deewana main to ho gaya

Pyar tumse kiya kiya to
Kaun humko rokega
Haye dil diya jab diya de diya
Kaun humko tokega
Suno meri jaa suno to meri jaa
Tum na mili jayegi meri jaa
Suno meri jaa suno to meri jaa
Tum na mili jayegi meri jaa
Yahi pyar mein hota hai meri jaa
Deewana main to ho gaya
Yahi pyar mein hota hai meri jaa
Deewana ye to ho gaya
Tujhe dekha jab se o meri jaa
Deewana main to ho gaya

Kya hua kya hua hua kya
Jo hua wo hone do
Ha dil kisi ka kho gaya hai
Kho gaya to khone do
Kuch to kaho na meri jaa
Hum hai tere to kaisi duriya
Kuch to kaho na meri jaa
Hum hai tere to kaisi duriya
Do jism huye hai ek jaa
Deewana main to ho gaya
Kab hogi teri taraf se ha
Deewana main to ho gaya
Tune kar di hai jabse ha
Deewana main to ho gaya
O jaan gayi main yaar pyar
Tujhe mujhse ho gaya
Tujhe dekha jab se o meri jaa
Deewana main to ho gaya....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tujhe Dekha Jab Se

Tujhe Dekha Jab Se is a song from Ek Se Badhkar Ek 2004. It is sung by Shweta Pandit, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: None. Read the lyrics above and view the Ek Se Badhkar Ek 2004 album song list for more songs and album details.