Tujhe Dekh Kar Lyrics, Singer & Song Details

Sawan Ko Aane Do 1979 album cover

Sawan Ko Aane Do 1979 Album Details

Kanak Mishra
Rajkamal
Indeevar
Arun Govil, Amrish Puri, Zarina Wahab, Rita Bhaduri

album songs
Tujhe Dekh Kar
Singer : K. J. Yesudas

Tujhe Dekh Kar Lyrics

Song Title = Tujhe Dekh Kar
Movie/Album = Sawan Ko Aane Do 1979
Lyrics = Indeevar
Music = Rajkamal
Singer = K. J. Yesudas

Mp3 Songs Lyrics

((Tujhe dekhkar jag waale par
Tujhe dekhkar jag waale par
Yakeen nahin kyun kar hogaa
Tujhe dekhkar jag waale par
Yakeen nahin kyun kar hogaa
Jiski rachna itni sundar
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga
Ho o aaa
Tujhe dekhne ko main kyaa
Har darpan tarsa karta hai
Tujhe dekhne ko main kyaa
Har darpan tarsa karta hai
Jyun tulsi ke birwa ko
Har aangan tarsa karta hai
Har aangan tarsa karta hai
Ang ang tera ras ki ganga
Ho o
Ang ang tera ras ki ganga
Roop ka wo saagar hoga
Jiski rachna itni sundar
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga
Ho o o
Raag rang ras ka sangam
Aadharat prem kahaani ka
Raag rang ras ka sangam
Aadharat prem kahaani ka
Mere pyaase man me yoon utri
Jyun ret me jharna paani ka
Jyun ret me jharna paani ka
Apna roop dikhaane ko
Apna roop dikhaane ko
Tere roop me khud ishwar hota
Jiski rachna itni sundar
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tujhe Dekh Kar

Tujhe Dekh Kar is a song from Sawan Ko Aane Do 1979. It is sung by K. J. Yesudas. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Rajkamal. Read the lyrics above and view the Sawan Ko Aane Do 1979 album song list for more songs and album details.