Tujh Mein Hoon Lyrics, Singer & Song Details

Rivaaj 1972 album cover

Rivaaj 1972 Album Details

T Prakash Rao
Jaikishan Dayabhai Panchal
Gopaldas Saxena
Sanjeev Kumar, Farida Jalal, Mala Sinha

album songs
Tujh Mein Hoon
Singer : Asha Bhosle

Tujh Mein Hoon Lyrics

Song Title = Tujh Mein Hoon
Movie/album = Rivaaj (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gopaldas Saxena (Neeraj)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = T. Prakash Rao

Mp3 Song Lyrics

((Tujh mein hu main mujh mein hai tu
Phulo mein basi hai jaise khushbu
Tujh mein hu main mujh mein hai tu
Phulo mein basi hai jaise khushbu
Tujh mein hu main mujh mein hai tu
Phulo mein basi hai jaise khushbu

Pyar mein rivaj tute na kabhi
Hatho mein hai tere piya meri aabaru
Pyar mein rivaj tute na kabhi
Hatho mein hai tere piya meri aabaru

Ae mere sanam zindagi meri
Aisi hai mohabbat baharo ke bina
Ae mere sanam zindagi meri
Aisi hai mohabbat baharo ke bina
Raat ke samaye dur badi hu
Jaise koi aasama sitaro ke bina
Raat ke samaye dur badi hu
Jaise koi aasama sitaro ke bina
Tujh mein hu main mujh mein hai tu
Phulo mein basi hai jaise khushbu

Yeh hasi fiza aur yeh hawa
Dono mein chhupi hai mere dil ki sada
Yeh hasi fiza aur yeh hawa
Dono mein chhupi hai mere dil ki sada
Kash ke tujhe ho jaye kabhi
Jhumate nazaro se baharo ka pata
Kash ke tujhe ho jaye kabhi
Jhumate nazaro se baharo ka pata
Pyar mein rivaj tute na kabhi
Hatho mein hai tere piya meri aabaru

Aajao zara pyar ka nasha a
Ankho mein gori humari yaad to rahe
Aajao zara pyar ka nasha a
Ankho mein gori humari yaad to rahe
Dekho ji abhi aage na badho
Thoda thoda duniya ka rivaj to rahe
Dekho ji abhi aage na badho
Thoda thoda duniya ka rivaj to rahe
Tujh mein hu main mujh mein hai tu
Phulo mein basi hai jaise khushbu
Pyar mein rivaj tute na kabhi
Hatho mein hai tere piya meri aabaru..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tujh Mein Hoon

Tujh Mein Hoon is a song from Rivaaj 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gopaldas Saxena. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Rivaaj 1972 album song list for more songs and album details.