Tuhi Bata Tujhe Pane Ka Lyrics, Singer & Song Details

Ek Gaon Ki Kahani 1957 album cover

Ek Gaon Ki Kahani 1957 Album Details

Dulal Guha
Ravindra Jain
Indeevar
Talat Mahmood, Mala Sinha, I.S. Johar

album songs
Tuhi Bata Tujhe Pane Ka
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tuhi Bata Tujhe Pane Ka Lyrics

Song Title = Tuhi Bata Tujhe Pane Ka
Song Lyrics Movie = Ek Gaon Ki Kahani (1957)
Singer = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Music By = Ravindra Jain
Lyricist = Indeevar

Mp3 Song Lyrics

((tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika
pahli mulakat me hi kisi ko
milta nahi dil kisi ka
tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika

anghuthi pahnau nahi nahi
ya sadi dilwau
ho saudat du kya tujhe
chandi sona dikhake
sadi anghuthi dilake ho
pa na sakega mujhe
hai saugat bahana mujhe to hai pyar jatana
daulat se koi kar na sakega
sauda meri jindagi ka
tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika
pahli mulakat me hi kisi ko
milta nahi dil kisi ka
tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika

naino ke madhu pyale hoth tere raswale
ho ye kaise banenge mere
pahle doli lana preet ko dulhan banana
tab sang chalungi tere
hame milna hai jaruri
to kaisi aaj ye duri
na socho bicharo dil pahle haro
jo dil jitna ho kisi ka
tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika
are are kah to diya
mujhe pane ka bas yahi hai tarika
tarika bas yahi hai tarika
tarika bas yahi hai tarika..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tuhi Bata Tujhe Pane Ka

Tuhi Bata Tujhe Pane Ka is a song from Ek Gaon Ki Kahani 1957. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Ek Gaon Ki Kahani 1957 album song list for more songs and album details.