Tu Zaroori Sa Hai Mujhko Lyrics, Singer & Song Details

Zid 2014 album cover

Zid 2014 Album Details

Vivek Agnihotri
Sharib Sabri, Toshi Sabri
Shakeel Azmi
Mannara Chopra, Karanvir Sharma, Shraddha Das, Seerat Kapoor

album songs
Tu Zaroori Sa Hai Mujhko
Singer : Sharib Sabri, Sunidhi Chauhan

Tu Zaroori Sa Hai Mujhko Lyrics

Song Title = Tu Zaroori Sa Hai Mujhko
Movie/Album = Zid (2014)
Singers = Sharib Sabri, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Shakeel Azmi
Music Composer = Sharib Sabri, Toshi Sabri
Director = Vivek Agnihotri

Mp3 Song Lyrics

((Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara

Ho..aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara
Hoon pareshan si main
Ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Ho..tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Zinda rehne ke liye

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gaya yaara
Hoon pareshan sa main
Ab ye kehne ke liye

Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho..tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye zinda rehne ke liye..

Dhadke aankhon mein dil mera
Jab qareeb aaun tere
Mm..dekhoon main jab bhi aaina
Haan tu hi roobaroo rahe mere

Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Aa..tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye zinda rehne ke liye
Tu zaroori..

Maangu na koi aasmaan do sitaron ka jahaan
Banja tu mera humsafar na
Mujhe chahiye koi muqaam
Dil hi kaafi hai tera mere rehne ke liye

Tu zaroori sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Ho..tu zaroori tu zaroori
Aa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne..zinda rehne..
Tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Tu zaroori..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Zaroori Sa Hai Mujhko

Tu Zaroori Sa Hai Mujhko is a song from Zid 2014. It is sung by Sharib Sabri, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Shakeel Azmi. Music information: Sharib Sabri, Toshi Sabri. Read the lyrics above and view the Zid 2014 album song list for more songs and album details.