Tu Zaroorat Nahi Duet Lyrics, Singer & Song Details

Content Removed album cover

Content Removed Album Details

Sunil Subramani Director
Sumeet Bellary
Satya Khare
Content Removed

album songs
Tu Zaroorat Nahi Duet
Singer : Gandharv Sachdev, Shreya

Tu Zaroorat Nahi Duet Lyrics

Song Title = Tu Zaroorat Nahi Duet
Movie/album = Fuddu (2016)
Singers = Gandharv Sachdev, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Satya Khare
Music Director = Sumeet Bellary
Director = Sunil Subramani Director

Mp3 Song Lyrics

((Aansuwon mein shamil hai tu
Mujhse jiya jaaun,

Tere bina kuch nahi main
Mujhko hi bolun
Mujhko hi gaaun,

Tu zaroorat nahi, tu zaroori hai
Tu zaroorat nahi, tu zaroori hai
Tu zaroorat nahi, tu zaroori hai

Raah vekh teri ab tang ho gayi
Jeene mere liye jaise ek jang ho gayi
Yahan wahan jaane kahan kahan khoj liya
Tere bin jiya jaaye na mujhse,

Teri yaad mein raaten
Teri yaad mein subah
Tere sang hai ujaale tere bin hai andhera
Rabb se bhi zyada tu lage hai zaruri
Hai zaruri, hai zaruri, hai zaruri.

Qaid mein tha
Ab riha hoon
Gul huwa parinda,

Beh raha hoon
Tujhme hi main
Mujhme hi main zinda.

Aa mila hai tujhse tu na jaana
Mil gaya hai jeene ka bahana.

Jhooth si hai sari dunia
Bas tu hi hai haqiqat
Dard mein tu yun mila hai
Mil gayi jaise jannat,

Jee rahi hoon tumse milne jaana
Tujhse pehle saans ho rawaana

Tu zaroorat nahi
Tu zaroori hai
Tu zaroorat nahi
Tu zaroori hai
Tu zaroorat nahi
Tu zaroori hai..))

Posted by : {Sandhya Kanojiya}

About Tu Zaroorat Nahi Duet

Tu Zaroorat Nahi Duet is a song from Content Removed. It is sung by Gandharv Sachdev, Shreya. Lyrics are credited to Satya Khare. Music information: Sumeet Bellary. Read the lyrics above and view the Content Removed album song list for more songs and album details.