Tu Unaki Inaayat Lyrics, Singer & Song Details

Funtoosh 1956 album cover

Funtoosh 1956 Album Details

Chetan Anand
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Sheila Ramani, K.N. Singh

album songs
Tu Unaki Inaayat
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tu Unaki Inaayat Lyrics

Song Lyrics Title = Tu Unaki Inaayat
Song lyrics movie = Funtoosh (1956)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Chetan Anand

Mp3 Song Lyrics

((Wo dekhe to unki inayat
Na dekhe to rona kya
Wo dekhe to unki inayat
Wo dekhe to unki inayat
Na dekhe to rona kya
Vo dekhe to unki inayat
Na dekhe to rona kya

Jo dil gair ka ho
Uska hona kya aur na hona kya
Wo dekhe to unki inayat

Ishq dilo ka mel hai pyare
Ye nazaro ka khel nahi
Ishq dilo ka mel hai pyare
Ye nazaro ka khel nahi
Ye nazaro ka khel nahi
Jab tak do dil ek na ho le
Dil ki lagi ka rona kya
Jab tak do dil ek na ho le

Haiya ho haiya haiya
Haiya ho haiya haiya
Haiya ho haiya haiya

Ishq ki bazi sidhi bazi
Dil jito aur dil haro
Ishq ki bazi sidhi bazi are bazi
Bazi bazi bazi bazii bazi bazi
Ishq ki bazi sidhi bazi
Dil jito aur dil harodil jito aur dil haro

Is saude me o dilavalo
Pana kya aur khona kya

Wo dekhe to unki inayat
Na dekhe to rona kya
Wo dekhe to unki inayat.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tu Unaki Inaayat

Tu Unaki Inaayat is a song from Funtoosh 1956. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Funtoosh 1956 album song list for more songs and album details.