Tu Tu Badi Qismatwaali Hai Lyrics, Singer & Song Details

Haar Jeet 1972 album cover

Haar Jeet 1972 Album Details

C.P. Dixit
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rehana Sultan, Radha Saluja, Anil Dhawan

album songs
Tu Tu Badi Qismatwaali Hai
Singer : Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

Tu Tu Badi Qismatwaali Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Tu Tu Badi Qismatwaali Hai
Movie/album = Haar Jeet (1972)
Singers = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant - Pyarelal
Director = C.P. Dixit

Mp3 Song Lyrics

((Tu tu badi kismat vali
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Aa aa aa

Tu tu badi kismat vali
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tu tu badi kismat vali
Tu tu badi kismat vali
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai

Har vo chiz chamakati hai
Jo nahi hoti sona
Har vo chiz chamakati hai
Jo nahi hoti sona
Khel me ban jata hai insaan
Paapi ka bhi khilona
Baato me se tune khub baat nikali hai
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tu tu badi kismat vali
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai

Tere pas pritam kajal
Jhumar kangan bindiya
Tere pas pritam kajal
Jhumar kangan bindiya
Mere pas sab kuch par naino ne mangi
Nindiya
O rain andheri tu sapno ki diwani hai
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tu tu badi kismat vali
Tu tu badi kismat vali
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai

Teri khatir katir kar sakti hu
Mai har ek kurbani
Teri khatir jaan gaav sakti hu
Mai diwani
Teri khatir katir kar sakti hu
Mai har ek kurbani
Teri khatir jaan gaav sakti hu
Mai diwani
Tera pyar anokha hai
Teri prit nirali hai

Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tu tu badi kismat vali
Tu tu badi kismat vali
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai
Tere anchal me sab kuch hai
Mera anchal khali hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Tu Badi Qismatwaali Hai

Tu Tu Badi Qismatwaali Hai is a song from Haar Jeet 1972. It is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Haar Jeet 1972 album song list for more songs and album details.