Tu Mere Saare Imtihaano Ka Lyrics, Singer & Song Details

Dum Laga Ke Haisha 2015 album cover

Dum Laga Ke Haisha 2015 Album Details

Sharat Katariya
Anu Malik
Varun Grover
Ayushmann Khurrana, Sanjay Mishra, Bhumi Pednekar

album songs
Tu Mere Saare Imtihaano Ka
Singer : Kumar Sanu

Tu Mere Saare Imtihaano Ka Lyrics

Song Lyrics Title = Tu Mere Saare Imtihaano Ka
Song Lyrics Movie = Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singer = Kumar Sanu
Music = Anu Malik
Lyrics = Varun Grover
Music Label = YRF Music

Mp3 Song Lyrics

((Hey hey...

Tu...
Tu...
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..
Saari hadon ko tod ke jab aati hai teri yaad
Neend ke katre kaat kaat ke jaagun sari raat

Tu...
Tu...
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..
Aa ha haa... hmm hmmm..

Tu subah, tu sabaa
Marz tu, tu dawaa
Haan tu qaatil hai tu hi gawah
Tu kadam tu safar
Tu safar ki rehguzar
Haan tu raaste ka meetha kuaan
Ho jaane tamanna meri tishnagi tu
Meri tishnagi tu..

Tu...
Tu...
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..
Saari hadon ko tod ke jab aati hai teri yaad
Neend ke katre kaat kaat ke jaagun sari raat

Tu...
Tu...
Mere saare imtihaano ka jawaab tu
Meri saari daastanon ka hisaab tu...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tu Mere Saare Imtihaano Ka

Tu Mere Saare Imtihaano Ka is a song from Dum Laga Ke Haisha 2015. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Varun Grover. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Dum Laga Ke Haisha 2015 album song list for more songs and album details.