Tu Mere Man Ki Lyrics, Singer & Song Details

Hulchul 1995 album cover

Hulchul 1995 Album Details

Anees Bazmee
Anu Malik
None
Vinod Khanna, Ajay Devgn, Kajol

album songs
Tu Mere Man Ki
Singer : Alka Yagnik, Vinod Rathod

Tu Mere Man Ki Lyrics

Song Title = Tu Mere Man Ki
Movie/Album = Hulchul (1995)
Singers = Alka Yagnik, Vinod Rathod
Song Lyricists = None
Music Director = Anu Malik
Director = Anees Bazmee

Mp3 Song Lyrics

((mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota
mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota
khule gagan me
khule gagan me udte dono dar na kisi ka hota
hua hua kya hua pyar hua
hua hua kya hua pyar hua

tu jo meri maina hoti mai jo tera tota
tu jo meri maina hoti mai jo tera tota
kar deti tu
kar deti tu bechain mujhe chain se mai na sota
hua hua kya hua pyar hua

tu mera mahbub sanam hai
diwaro pe likh du
nichi najre karke unche
chobaro pe likh du
tu mera mahbub sanam hai
diwaro pe likh du
nichi najre karke unche
chobaro pe likh du
jane de ja ja jane de
pyar ka kaisa josh chada hai
hosh nahi hai tujhko
mujhe pata hai muft me tu
badnam karegi mujhko

tu mera yar hai kahde ke pyar hai
ye tere pyara ka kissa bekar hai
kuch na hota
kuch na hota is dunia me pyar agar na hota
hua hua kya hua pyar hua
hua hua kya hua pyar hua

dhak dhak dhak dhak dil dhadke
mai jab bhi dekhu tujhko
kali topi wale tune pagal kar diya mujhko
jane de ja ja jane de
chup chup bas bas ruk ruk
yu tarif na kar tu meri
chod de mera picha niyat thik nahi hai teri
apna bana le dil bekarara hai
kal bhi inkar tha ab bhi inakr hai
jan nikalti hai
jan nikalti hai meri kyu dard tujhe nahi hota
mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota
mai tere man ki maina hoti tu mere man ka tota
khule gagan me
khule gagan me udte dono dar na kisi ka hota
hua hua kya hua pyar hua
hua hua kya hua pyar hua...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tu Mere Man Ki

Tu Mere Man Ki is a song from Hulchul 1995. It is sung by Alka Yagnik, Vinod Rathod. Lyrics are credited to None. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Hulchul 1995 album song list for more songs and album details.